kiya appko bhi janne ka man hei, ki kaha aur koun byokti ke ghar mein bulane se bhi nohi jana chahiye. Isspar humne poore bistaar se bataye hein. Ho sakta hein appko ye baat pehle malum nohi hoga.
Ajj kal sabhi ka soch – bichar ka tarika alag hote hein, ho sakta hein humare bhi sochne ka tarika appko acche bhi lag sakte hein ya bure bhi lag sakte hein.
Fir bhi hum appne baat ko iss article ke jariye appko sahi jaankari dena chahta Hein.
Kiya app Bulane par sabki ghar chale jaate ho?
Ajj kal bohut ssare eisa bhi byokti hote hein, jisko bulane par har jagah koi bhi intezaar ke bina chale jaate hein. Taaki unko bura naa lage. Haa kuch hat tak ye sahi bhi hote hein, hum kisiko ye nohi bol sakte ki kisiko bhi Kisike bulane par jana nohi chahiye. Ye galat hoga agar hum ye bolte hein.
Kiya hum jaate hein?
Haa, hum jorur koi agar acche bhaw se bula rahe hein toh hum mana nohi karte, hum sole jaate hein, fir bhi kuch ghar ka anubhav hum iss article ke doran appko ek sahi jaankaari dene ka prayas kar rahe hein. Agar kisi byokti ke ghar jaakar appne dekha hein ki uss ghar ka baccha app se acche byobhaar nohi karte, appka samman nohi karte, toh humare hisab se wo ghar kisiko aamantrit karne ka ghar nohi hein, uss ghar mein sanskaar nohi hein.
Agar uss ghar ka baccha appse accha byobhaar nohi rakhte hein, toh iska matlab – jab app uss ghar se nikal aaye toh uss ghar par appka burai chal raha hein ye 100% sahi hein, jisse uss bacche ki man mein bhi eisa byabhaar ubharne lagte hein, jiske kaaran se humne kaha hein iss prakaar ke ghar par kabhi bulane par bhi kisiko bhi jana nohi chahiye.