Bhagwaan Shiv ki ye mukhyo Awataar ke baare mein sabhi ko jaanna chahiye

kya aap mante ho Bhagwan ek Hi hai, aur unke bahut sare Swaroop hai jiske bare mein is artical mein bataya gaya hai. Hamare Sanatan Dharm ki shastron mein yah saat avataron ko mukhya Mana gaya hai. Pauranik Shiv Puran mein yah sabhi kuchh varnan Kiya gaya hai chahe to aap padh sakte hain ya Sun sakte hai.

Bhagwan Shiv ne har bar Dharm ko Raksha karne ke liye kahin na kahin se, ek Naya Avatar ke roop mein janm lekar pure sansar ko bachaye Hain. Unmen se jo Pramukh Avatar hai uska varnan niche Kiya gaya hai.

Veerbhadra ka utpann

Shiv Puran ke anusar jab Daksh Prajapati ne Bhagwan Shiv ka apman Kiya unko yogya mein Na bulakar. Jis yagya mein Bhagwan Shiv ki pehla patni sati apna Deh tyaga tha. Usi samay Bhagwan Shiv krodhit hokar Apne jata se veerbhadra ka utpann Kiya aur Bhagwan ka yah Avatar Daksh Prajapati ke yogya mein jakar unka yogya uzar diya aur Daksh ka seer kata.

Pipolad ka utpann

Shani Dev ki prakop se pirhit logon Ko udhar karne ke liye Bhagwan Shiv Ne Pipolad Avatar ka utpann Kiya. Pipolad ki abhisaap se Shani Dev ko yah karya rokana pada.

Nandi ka utpann

Nandi Bhagwan Shiv ke tritiya Avatar hai. Nandi ek BEL ke roop mein band hua aur Nandi ko Shiv ki bahan bhi Mana jata hai aur shiv ki gaono mein nandi ka avatar pramukh hein.

Bhairav ka utpann

Bhairav Bhagwan Shiv ke char number Avatar hai jo Bhagwan Shiv ki Rudra Roop ko bhi darshate hain. Jo samay aur mitron se Jude Hai. Shiv Puran mein viret ka aur bhi rupon ka varnan Kiya Gaya Hai Jaise Kal Bhairav, batuk Bhairav aadi.

Hanuman ka utpann

Shastron ke anusar Hanuman Bhagwan Shiv ke 11वीं Avatar Hai per mukhya Roop se yah panch number Avatar mein bhi aata Hai. Bhagwan Hanuman bhakti Seva aur Shakti ka Swaroop Mana gaya hai.

Durvasa Rishi ka utpann

Durvasa Rishi ko Apne Krodh ke Karan jaane jaate Hain. Yah bhi Bhagwan Shiv ka Hi ek Rishi Swaroop Avatar hai.

Maharshi dadhichi

Pauranik Katha ke anusar mahrshi dadhishi Muni Bhagwan Shiv ke satvin Avatar mein Gina jata hai. Is Muni ki haddi Se Hi vajra banaya Gaya tha Jo Bhagwan Indra ke hath mein hote Hain. Bhagwan ki yah Avatar bhi mahatvpurn hai.

Iske alava bhi Bhagwan Shiv ke bahut sare Avatar Hain fir bhi yah ek mahatvpurn Avatar Hai pauranik katha antargat. Aur agar Ham sanatani Hai to humko yah Mul baat janni chahie.

Akshay Barman

chalrahahai.com एक ऐसी वेबसाइट है जहाँ हम ज़िंदगी से जुड़ी बातें, कहानियाँ और अनुभव शेयर करते हैं। हमारा मकसद है लोगों को जानकारी देना, कुछ नया सिखाना और एक पॉज़िटिव सोच फैलाना।

View all posts by Akshay Barman

Leave a Comment